Chod diya hamara sath to koi gam nahi.
Bhul jayenge aap hume, bhulne wale hum nahi...
Aapse mulakat na ho pai to koi baat nahi, aapki ek yaad mulakat se kum
nahi
is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye.
Baadal kitne khushnaseeb hai,
Door rahkar bhi zameen par baraste hai,
Hum kitne badnaseeb hai,
Paas rahkar bhi milne ko taraste hai.