| |
Dil wale ankhoon ki baat samjh letay hain
Khwab mai mil lain to Mulakat samjh letay hain
Rota to asman bhi hai kisi kai payar mai
Par loog usay barsat samjh letay hain.
From: Hassan Faizan.
Call: 0333-5389433
|
Dooryon ki parwah na kijiye
Dil jab bhe pukare bula lijiye
Hum zyada door nahein aap se
Bus apni ankhon ko palkoon se mila lijiye
From: usman
Call: 03457938965
|
Wo pyari nigah sada yaad rahe ge,
Mil kr na milne ke ada yaad rahe ge,
Mumkin ha mere baad wo mujhe bhula dein,
Lakin umer bhar un ko meri wafa yaad rahe ge,
From: usman
Call: 03457938965
|
Har waqt gul bankar muskurana jindagi hai,
Muskurakar gam bhulana jindagi hai,
Jeet kar muskuraye to kya muskuraye,
Har kar muskurana jindagi hai”
From: shahzad
Call: 03452116309
|
|
Mera lafz lafz dua dua, Mere aansuon se dhula hua,
tujhay zindagi ke wo sehar miley, tujhay muhabaton ka safar miley,
Tujhay dard-o-gam na kabhi choo sakay,
ye dua hai koi gila nahe,
tujhay zindagi main wo sakoon milay,
jo kisi ko kabhi mila nahe !!!!!!!
From: Umer Farooq
Call: 0321-2604974
|
vo mausam vo bahar uske samne kam thi,
sath gujara hua waqt vi fiza kam thi,
dur to aakhir hona hi tha,
zalim kya kare in hatho me mohabbat ki lakire kam thi...
From: Arvind
Call: 9967947853
|
Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha,
Tamam umar ye aasra hi kafi ha,
Kabhi jo milo hum se to milke muskura dena,
Khushi ke wastey ye silsila hi kafi ha,
Mujhe bahar ke mausam se kuch nahe lena,
Tumhare pyar ki rangeen fiza hi kafi ha,
Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha,
From: usman
Call: 03457938965
|
Kabhi ham pay woh jan dia kartay thay...
Jo ham kehtay thay woh maan lia kartay thay...
Ajj pass sai anjaan ban kar guzar gay...
Jo dooor sai hi pehchan lia kartay thay...!
From: HassanFaizan.
Call: 0333-5389433
|
|