|
Main Menu
Site Tools
|
|
|
Urdu Friendship SMS Messages
|
|
| Total 388 Friendship SMS Messages |
Prev
Page 40 of 49
Next
|
| |
|
|
| |
Aik hassi jo hasa de
Aik ansoo jo rula de
Aik arzoo jo jaga de
Aik chahat jo samjha de
Har ahat jan le
Uss rishtey ka naam hai
******dosti*****
From: Shazi
Call: ha take tang kare sb
|
Na chahat hai sitaron ki,
Na tamanna hai hazaron ki,
Aap jaisa aik dost mila, to kya zaroorat hai hazaron ki...
From: Shariq khan
Call: 03212267562
|
Hum to pyaar bhi karte hain tumhain ibbadat samajh kar - kabool karte hain tere inkar ko teri aadat samajh kar
From: Furqan
Call: 03333404799
|
Hum dosty ka farz yu hi nibhatey rahey gay waqt bewaqt ap kosatatey rahen ge. dua karo k umer lambi ho hamari mar gay to bhoot ban kar ap ko dratey rhain gay.
From: Ilyas Bashir
Call: 0333-6389059
|
|
kabhi uuon bhee aa meri aankh main k meri naza ko khabar na ho....to mujhay ek raat nawaaz day magar us k baad sahar na ho...kion?????
From: kaka G
Call: 03002990742
|
Umeedon ki shama dil me mat jalana,
is jahan se alag duniya mat bansana,
aaj mood me hain to shair likh rahe hain, per roz intezar me palke mat bichana..
From: Shariq khan s.k.y.z
Call: 03212267562
|
a sms jakar mera salam kehna, save kare to shukriya kehna, delete kare to bewafa kehna aur na padhe to us se ek rupiya le lena.
From: Jania
Call: 0333-5354394
|
phool jab mangte hain barson duaen, tab baharon ki kali khilti hai, tum to aai ho kisi jannat se, aisi dost zamane me kahan milti hai..
From: zia
Call: 03002754074
|
|
| |
| |
| Submit Your SMS
|
|
|